Posts Tagged ‘love poem’

Pyar krne ki saza b maine khub pai. .
Waafa ki chahat me mili sanam ki bewafai . .
Hasrat apni jiske liye bhulai . .
Duniya meri usi ne mitai . .
Na jane kyu usne ki bewafai . .
Aur di mujhe gum_e_ruswai . .
Ab har pal sath h . .
Main aur meri tanhai . .
Wo waqt kuch aur tha . .
Jb pyar me pyar milta tha . .
Mujhe pyar me mili . .
Sanam ki ruswai . .
Jb b yaad uski aayi . .
Aankh na jane kyu bhar gyi . .
Gum me uske meri halat kuch aisi huyi . .
K maut b mujhe jinda chood chali gayi . .
Pyar krne ki saza b maine khub pai. .
Waafa ki chahat me mili sanam ki bewafai . .

Ab kya jeena iss zanane me . .
Mar b jaye to koi gum nhi . .
Jise pyar kiya har pal . .
Wo hmara hua hi nhi . .
Meri brbadi me . .
Uska koi kasoor nhi. .
Pyar me milti h judai . .
Dastor zamane ka h yahi . .
Aisi koi raat nhi. .
Jb uski yaad aayi na ho . .
Agr gum hi milte h pyar me . .
To e-khuda . .
Is zamane me kisi ko pyar na ho . .
Ab kya jeena iss zanane me . .
Mar b jaye to koi gum nhi .
Jise pyar kiya har pal . .
Wo hmara hua hi nhi

jeene ko to jee rhe hai..
he pal dheere dheere..
tere gam me mr rhe hai..
kl bhi tujhe pyar krte the..
aaj bhi tujhe pyar krte hai..
gam teri bewafai ka ..
he pal seh rhe hai..
ashk meri dil se..
aankho se beh rhe hai..
sath tera paane ki chahat me..
dard-e-dil hum seh rhe hai..
jee na payenge tere bger..
is jalim duniya me..
chood kr bewafai ka rasta..
hum safar meri bn jaye tu ..
fariyaal/dua ye khuda se kr rhe hai..
kash mil jaye tu..
zindgi k safar me ..
kabhi kahi kisi mod pe..
intezar tera kr rhe hai..

jb duniya ki bheed se dur..
tu kahi tanha akeli baithi hoti hogi..
na chah kr bhi..
tujhe meri yaad aati to hogi..

nikal hi jata hoga..
teri aaankh se aanshu..
dil ho dil me ..
tu mujhe yaad krti hogi..

din to tu..
jagte huye kaat leti hogi..
raat ko chain se..
tu kaise soti hogi

jitni bhi kosis kr le ..
tu mujhe na bhul payegi..
mere sath guzare huye waqt ko..
kaise mita payegi..

waqt mile to..
sochna kabhi mere..
mere pyar k bare me..
dekhna ehsash hoga
tujhe mere pyar ka..
wapis mere paas ..
tu aana chahegi..

haal behaal ho jata hoga..
tere dil ka..
jb tujhe meri yaad aati to hogi..

Ankhe teri kuch is kadar nasheeli hai . . .
Kadam lad khada rhe hai mere . . .
Pakad kr tham lo mujhe apni bahu me . . .
Aaj kuch jyada hi mene pi li hai . . .


Sharabi na smjho mujhko . . .
Maykhane ki sharab nhi maine pi hai . . .
Malum hai mujhe . . .
Maykhane ki sharab kharab hai . . .
Maine to jb bhi pi hai . . .
Tere aankho se ji bhar kr pi hai . . .


Aankho se jaam-e sharab pina . . .
Koi gunah to nhi hai . . .
Maine to ye soch kr . . .
Hr bar teri aankho se pi hai . . .
Ankhe teri kuch is kadar nasheeli hai ……..

tu to hai kahi dur ..
lekni tasveer teri..
dil me maine bna li hai..


lag raha hai mujhe kuch aisa..
jaise samne tu mere khadi hai..
bahut lambi ye judai ki ghari hai,,
bin tumhare jaise …
zindgi meri tham si gyi hai..
tu to hai kahi dur ..
lekni tasveer teri..
dil me maine bna li hai..

Pura hai chand..
Aadhi hai raat..
Kash hoti tum mere sath..
Pakde hatho me hath..
Krte hum tumse aur tum humse..
Pyar ki koi baat..
Kitni hasheen hoti ye raat..
Jo hoti tum mere sath..

Na jane kb bnegi humari baat..
Humne to jb bhi..
Khuda se jb bhi kuch manga..
To mangi hai ek aisi baat..
Pakde hatho me hath..
Guzarte hum hr pal tumhare sath..

Kash hoti tum mere sath......

Hota kuch is tarah se humara tumhara sath..
Jaise hai chand aur chandni ka sath..
Jo mil jaye hume ek duje ka pyar..
Dil me aa jati ek basant rut ki bahar..
Ho jaye ye sach to..
Kitni hasheen hogi..
Zindgi ki hr raat..

Pura hai chand..
Aadhi hai raat..
Kash hoti tum mere sath……

Ye na pucho k kitne khash ho tum . .
Hr pl mere dil k pass ho tum . .
Andhere me diye ki tarah . .
Meri zindgi ki ek aash ho tum . .


Lfzo(Word) km pd jate hai apki tarif me . .
Khuda ki bnayi ek aisi haseen missal ho tum . .
Khud me khud ki missal ho tum…
Deewane to hum hzaro chizo k hai . .
Un hzaro chizo me sb se khash ho tum .
Ye na pucho k kitne khash ho tum . .

Lagi halki halki barish ki jhari hai..
Kitni hasheen ye barish ki bonde hai
Jo dharti pe gil rahi hai..
Dekh kr in barish ki bondoo ko..
Bhigne ka mera man hota hai..
Kehte hai hoti hai barish us waqt
Jb aakhash me badal rota hai..
Rote rote apni aanshu se ..
Dharti ki pyass bujhata hai..
Sb k liye khash hai ye barish ..
Ek natural process ye hoti hai..
Sb khush ho jaye hai..
Jb bhi barish hoti hai..
Aaj bade dino baad ye moka aaya hai..
Jb lagi aangan me..
Halki halki barish ki jhari hai..

Dekh tere sansar ki halt . . . .
Kya ho gyi bhagwan . .
Mujh jaise deewane ko . . .
Pagal bole ye  anjan . . .
Mai to iska ka deewana hu..
Smile pe uski marta hu…
Kahi nazar na lg jaye..
Meri mabobat ko..
Isliye chup chup k…
Pyar bahut mai usse krta hu…

Wo kisi aur ki deewani hai..
Meri mahobat se anjani hai..
Pyar pe kaha chalte hai kisi ka zor..
Jb ho jaye pyar to dil krta hai sor..
Mujhe hua us se pyar ..
Isme meri kya glti hai..
Sb kasur to is dil e nadan ka hai..
Jise sirf wo achi lgi na ki koi hor..

Us se pyar krna..
Agar mera koi gunah hai..
To mujhse jyada ..
Gunahgar to khuda hai..
Oh Khuda…
Kyu itna hasheen bnaya..
Tune us ko..
Pehli nazar me bn gya..
Mai uska deewana..
Ab mai kya kru ..
Dil to hai mera ek pagla nadan..
Dila de mujhe us ka pyar ..
Warna oh bhagwan  ..
Mai Hmesha yhi kehta rahunga..
Dekh tere sansar ki halt . . . .
Kya ho gyi bhagwan . .
mujh jaise deewane ko . . .
Pagal bole ye anjan . . .