Posts Tagged ‘erakshaykashyap’

Ab kya jeena iss zanane me . .
Mar b jaye to koi gum nhi . .
Jise pyar kiya har pal . .
Wo hmara hua hi nhi . .
Meri brbadi me . .
Uska koi kasoor nhi. .
Pyar me milti h judai . .
Dastor zamane ka h yahi . .
Aisi koi raat nhi. .
Jb uski yaad aayi na ho . .
Agr gum hi milte h pyar me . .
To e-khuda . .
Is zamane me kisi ko pyar na ho . .
Ab kya jeena iss zanane me . .
Mar b jaye to koi gum nhi .
Jise pyar kiya har pal . .
Wo hmara hua hi nhi

kabhi zindgi bna deta hai..
kabhi zindgi mita deta hai..
kabhi jinda hote huye bhi maar deta hai..
kabhi maar kr bhi jinda kr deta hai..
kabhi muskan hoton pe deta hai..
kabhi rula aankho ko deta hai..
kabhi haar me jeeta deta hai..
kabhi jeet me bhi hra deta hai..
hum kuch nhi kr skte..
na hum kuch krte hai..
sb waqt ka ek lmha ..
hum se kra deta hai..

Ankhe teri kuch is kadar nasheeli hai . . .
Kadam lad khada rhe hai mere . . .
Pakad kr tham lo mujhe apni bahu me . . .
Aaj kuch jyada hi mene pi li hai . . .


Sharabi na smjho mujhko . . .
Maykhane ki sharab nhi maine pi hai . . .
Malum hai mujhe . . .
Maykhane ki sharab kharab hai . . .
Maine to jb bhi pi hai . . .
Tere aankho se ji bhar kr pi hai . . .


Aankho se jaam-e sharab pina . . .
Koi gunah to nhi hai . . .
Maine to ye soch kr . . .
Hr bar teri aankho se pi hai . . .
Ankhe teri kuch is kadar nasheeli hai ……..

tu to hai kahi dur ..
lekni tasveer teri..
dil me maine bna li hai..


lag raha hai mujhe kuch aisa..
jaise samne tu mere khadi hai..
bahut lambi ye judai ki ghari hai,,
bin tumhare jaise …
zindgi meri tham si gyi hai..
tu to hai kahi dur ..
lekni tasveer teri..
dil me maine bna li hai..

Pura hai chand..
Aadhi hai raat..
Kash hoti tum mere sath..
Pakde hatho me hath..
Krte hum tumse aur tum humse..
Pyar ki koi baat..
Kitni hasheen hoti ye raat..
Jo hoti tum mere sath..

Na jane kb bnegi humari baat..
Humne to jb bhi..
Khuda se jb bhi kuch manga..
To mangi hai ek aisi baat..
Pakde hatho me hath..
Guzarte hum hr pal tumhare sath..

Kash hoti tum mere sath......

Hota kuch is tarah se humara tumhara sath..
Jaise hai chand aur chandni ka sath..
Jo mil jaye hume ek duje ka pyar..
Dil me aa jati ek basant rut ki bahar..
Ho jaye ye sach to..
Kitni hasheen hogi..
Zindgi ki hr raat..

Pura hai chand..
Aadhi hai raat..
Kash hoti tum mere sath……

Ye na pucho k kitne khash ho tum . .
Hr pl mere dil k pass ho tum . .
Andhere me diye ki tarah . .
Meri zindgi ki ek aash ho tum . .


Lfzo(Word) km pd jate hai apki tarif me . .
Khuda ki bnayi ek aisi haseen missal ho tum . .
Khud me khud ki missal ho tum…
Deewane to hum hzaro chizo k hai . .
Un hzaro chizo me sb se khash ho tum .
Ye na pucho k kitne khash ho tum . .

Lagi halki halki barish ki jhari hai..
Kitni hasheen ye barish ki bonde hai
Jo dharti pe gil rahi hai..
Dekh kr in barish ki bondoo ko..
Bhigne ka mera man hota hai..
Kehte hai hoti hai barish us waqt
Jb aakhash me badal rota hai..
Rote rote apni aanshu se ..
Dharti ki pyass bujhata hai..
Sb k liye khash hai ye barish ..
Ek natural process ye hoti hai..
Sb khush ho jaye hai..
Jb bhi barish hoti hai..
Aaj bade dino baad ye moka aaya hai..
Jb lagi aangan me..
Halki halki barish ki jhari hai..

Dekh tere sansar ki halt . . . .
Kya ho gyi bhagwan . .
Mujh jaise deewane ko . . .
Pagal bole ye  anjan . . .
Mai to iska ka deewana hu..
Smile pe uski marta hu…
Kahi nazar na lg jaye..
Meri mabobat ko..
Isliye chup chup k…
Pyar bahut mai usse krta hu…

Wo kisi aur ki deewani hai..
Meri mahobat se anjani hai..
Pyar pe kaha chalte hai kisi ka zor..
Jb ho jaye pyar to dil krta hai sor..
Mujhe hua us se pyar ..
Isme meri kya glti hai..
Sb kasur to is dil e nadan ka hai..
Jise sirf wo achi lgi na ki koi hor..

Us se pyar krna..
Agar mera koi gunah hai..
To mujhse jyada ..
Gunahgar to khuda hai..
Oh Khuda…
Kyu itna hasheen bnaya..
Tune us ko..
Pehli nazar me bn gya..
Mai uska deewana..
Ab mai kya kru ..
Dil to hai mera ek pagla nadan..
Dila de mujhe us ka pyar ..
Warna oh bhagwan  ..
Mai Hmesha yhi kehta rahunga..
Dekh tere sansar ki halt . . . .
Kya ho gyi bhagwan . .
mujh jaise deewane ko . . .
Pagal bole ye anjan . . .

ek aarzu hai dil ki..
koi to ho..
jis se roshn ho mehfil is dil ki..
jb dekha tumhe to lga ..
jaise khuda me sun li ho..
ek aarzu jo thi is dil ki..

akshay kashyap

ab hume kuch aur nhi chahiye..
bs tera pyar hi kafi hai..
agar na mile tera pyar to ..
humare dil k sath..
khuda ki ye nansafi hai..
ek aarzu hai dil ki..
koi to ho..
jis se roshn ho mehfil is dil ki….

“Engineering chod kr poet bn jao . .

 ye bat teri kuch km nhi . .

Pr problem ye hai k . . .

 Engineer bn k Poet bn skta hu . .

 Lekin . .

Poet bn k engineer bnna possible nhi . .